adsance ads

Wednesday, 27 July 2016

XPOSED KYA HAI AUR KAISE INSTALL KARE HINDI ME JANKARI


Hello Friends Mera Nam Chirantan Hai Or Mujhe Nayi Chize Sikhna Or Logo  Ka Help Karna Acha Lagta Hai.

Aaj Me Apko Exposed Framework Ke Bare Me Batane Ja Rha Hun, Sabse Pehle

XPOSED FRAMEWORK KYA HAI ?

Xpose framework hi ek aisa tarika Hai jisse app bina New ROM flash kiye  apne phone me System level pe customization Kar sakte Hai .

Ye ek app Hai jisse app system ko control karke customize kar sakte Hai. Isse  use karne  ke  liye sabse pehle to ap  ka phone root hona chahiye or dusri bat costume recovery flash hona chahiye. Isme kayi sare modules yani app hote Hai jisse ap apne Stock ROM ko tweek kar sakte Hai.

XPOSED FRAMEWORK KAISE INSTALL KAREN ?
Sabse (pehle click on name)Xposed Framework.zip ko download kare or sdk21 ya sdk22 chose kare agar ap  Lollipop 5.0  ya 5.1 me Hai to, Uske bad app ko (click on name to download) Xoposed Installer. apk  download kare Or install karke Open Kare. Ap  ko is tarha  ka screen pe dikhai dega.


Ab apne phone ko recovery mod me on karke simpley  xposed framework. Zip ko install kar le or fir  phone ko on kare aur  exposed installer ko khole ab  apko is tarha dekhne ko milega .

Ab apka framework update hogya Hai ab  apko modules download karna Hai or install karna Hai. Install karne ke bad xposed  installer apk ko open kare or apko kuch  aisa dekhne ko milega.

Side me  diye hue box ko click kare or Framework me jakar Reboot kare isme toda time lag Sakta Hai agar phone On ho gya Hai to Ab Ap ready Hai isse  use karne  ke  liye Enjoy..

Agar apko koi bhi problem ho to comment kare Me jald hi Apki  madad Karunga.

Thnx For Reading This Post.

Also Read: Play Pokemon Go Without Moving 


Posted By Chirantan Sai