adsance ads

Saturday, 30 July 2016

Bhule Hue Patten Ko Unlock Kaise Kare Bina Repairing Center Visit Kiye Hindi Me Jankari

Hello Friends, Mujhe Bhul To nhi Gye Na?  Hello Me hun Apka Friend Chirantan Or Mujhe Nayi Chize shikhna Or Logo Help Karna Accha Lagta hai or Me http://sparkq380.blogspot.com blog ka founder hun Dosto Me aaj apko batane wala hun ke Bhule hue partten ko unlock Kaiser kare , Aksar aisa hota ke  hamare drwra ya hamare ghar ke  kisi sadasya se apne android phone ka Partten galti se lock ho jata hai or  Uske bad wo email Id se use kholne ko kehta hai par uska koi faida nhi hota mera kehne matlab ye hai ke wo Unlock Nhi Hota.

Us ke bad Ham use Repairing Center le jate hai Wo hamse 150 se 300 rupay Tak fee le lete hai Jabki use thik karne ke liye 1 bhi Rupaya ka kharcha nhi lagata, Me kehna ye chahta hun ke is Method ko janne ke bad app badi asani se ghar par hi Bhule hue partten unlock kar sakte hai or un paiso se ki Madad kar sakte ya agar ap nhi bhi karte to frnds ke sath chota sa party to kar hi sakte hai to jyada bat na karte huye me apko Bhule Hue Patten Unlock Kaise Kare batata hu.

Sabse pehle ap apne Phone ko Switched Off kar De. Us ke bad ap Vol up + Power Button dabaye ( YE HAR MODDEL KA ALAG ALAG BUTTONS HOTE HAI APP GOOGLE PAR SEARCH KARE CONFORM KAR LE ) Uske bad Apka phone Recovery mod me On ho hojayega usme aap instruction batayega Reboot to Recovery mod ke liye jo button  bolega wo dabaye jaise ki  is tarah likha ho sakta hai "Press Vol up button to Recovery Mod and Vol down to OK" Screen shot me 1 me dekhe to apko recovery mod bale button ko dabaye.
 
screenshot 1
          
Ab ka phone fir se Restat hoga Recovery mod me or uhan buhat sare option honge usme se apko "wipe data/factory reset option vol down dabakar select kare screenshot 2 me dekhe ab ap ek new screen par aa jayenge uhan apko yes to wipe ka option hoga fir se vol down dabakar yes to wipe select kare or Power Button dabaye ab thoda prosing hoga aaram se baithe rhe or wait kare us ke bad ap fir se ek screen par aa jaenge uhan ap ko reboot select kare or Power button daba kar Ok kare. Ab apka phone Restart ho jayega, Phone On hone ke bad apko ek new Phone ki sare Settings karle Bas hogya apka fogetten patten Unlock.

screenshot 2
{Note: Is se apke phone ka sara data format ho jayega par darne ki koi bat nhi kyu ke agar Ap Repairing center bhi jayenge to wo bhi yahi karega to ab faisla apka hai..}
Agar apko ye post acha laga to comment karke bataye Or agar apko koi dikkat hai to bhi comment karen Me apki madad jarur karunga.

ALSO READ: HOW TO PLAY POKEMON GO WITHOUT MOVEING
AND HACK WIFI WITH ANDROID APP