adsance ads

Saturday, 30 July 2016

Bhule Hue Patten Ko Unlock Kaise Kare Bina Repairing Center Visit Kiye Hindi Me Jankari

Hello Friends, Mujhe Bhul To nhi Gye Na?  Hello Me hun Apka Friend Chirantan Or Mujhe Nayi Chize shikhna Or Logo Help Karna Accha Lagta hai or Me http://sparkq380.blogspot.com blog ka founder hun Dosto Me aaj apko batane wala hun ke Bhule hue partten ko unlock Kaiser kare , Aksar aisa hota ke  hamare drwra ya hamare ghar ke  kisi sadasya se apne android phone ka Partten galti se lock ho jata hai or  Uske bad wo email Id se use kholne ko kehta hai par uska koi faida nhi hota mera kehne matlab ye hai ke wo Unlock Nhi Hota.

Us ke bad Ham use Repairing Center le jate hai Wo hamse 150 se 300 rupay Tak fee le lete hai Jabki use thik karne ke liye 1 bhi Rupaya ka kharcha nhi lagata, Me kehna ye chahta hun ke is Method ko janne ke bad app badi asani se ghar par hi Bhule hue partten unlock kar sakte hai or un paiso se ki Madad kar sakte ya agar ap nhi bhi karte to frnds ke sath chota sa party to kar hi sakte hai to jyada bat na karte huye me apko Bhule Hue Patten Unlock Kaise Kare batata hu.

Sabse pehle ap apne Phone ko Switched Off kar De. Us ke bad ap Vol up + Power Button dabaye ( YE HAR MODDEL KA ALAG ALAG BUTTONS HOTE HAI APP GOOGLE PAR SEARCH KARE CONFORM KAR LE ) Uske bad Apka phone Recovery mod me On ho hojayega usme aap instruction batayega Reboot to Recovery mod ke liye jo button  bolega wo dabaye jaise ki  is tarah likha ho sakta hai "Press Vol up button to Recovery Mod and Vol down to OK" Screen shot me 1 me dekhe to apko recovery mod bale button ko dabaye.
 
screenshot 1
          
Ab ka phone fir se Restat hoga Recovery mod me or uhan buhat sare option honge usme se apko "wipe data/factory reset option vol down dabakar select kare screenshot 2 me dekhe ab ap ek new screen par aa jayenge uhan apko yes to wipe ka option hoga fir se vol down dabakar yes to wipe select kare or Power Button dabaye ab thoda prosing hoga aaram se baithe rhe or wait kare us ke bad ap fir se ek screen par aa jaenge uhan ap ko reboot select kare or Power button daba kar Ok kare. Ab apka phone Restart ho jayega, Phone On hone ke bad apko ek new Phone ki sare Settings karle Bas hogya apka fogetten patten Unlock.

screenshot 2
{Note: Is se apke phone ka sara data format ho jayega par darne ki koi bat nhi kyu ke agar Ap Repairing center bhi jayenge to wo bhi yahi karega to ab faisla apka hai..}
Agar apko ye post acha laga to comment karke bataye Or agar apko koi dikkat hai to bhi comment karen Me apki madad jarur karunga.

ALSO READ: HOW TO PLAY POKEMON GO WITHOUT MOVEING
AND HACK WIFI WITH ANDROID APP



Wednesday, 27 July 2016

XPOSED KYA HAI AUR KAISE INSTALL KARE HINDI ME JANKARI


Hello Friends Mera Nam Chirantan Hai Or Mujhe Nayi Chize Sikhna Or Logo  Ka Help Karna Acha Lagta Hai.

Aaj Me Apko Exposed Framework Ke Bare Me Batane Ja Rha Hun, Sabse Pehle

XPOSED FRAMEWORK KYA HAI ?

Xpose framework hi ek aisa tarika Hai jisse app bina New ROM flash kiye  apne phone me System level pe customization Kar sakte Hai .

Ye ek app Hai jisse app system ko control karke customize kar sakte Hai. Isse  use karne  ke  liye sabse pehle to ap  ka phone root hona chahiye or dusri bat costume recovery flash hona chahiye. Isme kayi sare modules yani app hote Hai jisse ap apne Stock ROM ko tweek kar sakte Hai.

XPOSED FRAMEWORK KAISE INSTALL KAREN ?
Sabse (pehle click on name)Xposed Framework.zip ko download kare or sdk21 ya sdk22 chose kare agar ap  Lollipop 5.0  ya 5.1 me Hai to, Uske bad app ko (click on name to download) Xoposed Installer. apk  download kare Or install karke Open Kare. Ap  ko is tarha  ka screen pe dikhai dega.


Ab apne phone ko recovery mod me on karke simpley  xposed framework. Zip ko install kar le or fir  phone ko on kare aur  exposed installer ko khole ab  apko is tarha dekhne ko milega .

Ab apka framework update hogya Hai ab  apko modules download karna Hai or install karna Hai. Install karne ke bad xposed  installer apk ko open kare or apko kuch  aisa dekhne ko milega.

Side me  diye hue box ko click kare or Framework me jakar Reboot kare isme toda time lag Sakta Hai agar phone On ho gya Hai to Ab Ap ready Hai isse  use karne  ke  liye Enjoy..

Agar apko koi bhi problem ho to comment kare Me jald hi Apki  madad Karunga.

Thnx For Reading This Post.

Also Read: Play Pokemon Go Without Moving 


Posted By Chirantan Sai

Thursday, 21 July 2016

POKEMON GO KHELE BINA KAHI GAYE

HELLO FRIEND MERA NAAM CHIRANTAN HAI OR MUJHE LOGO KA HELP KARNA ACCHA LAGTA HAI OR NAYI NAYI CHIZE SIKHNA BHI ACHA LAGTA HAI . JAISA KI AAP SAB JANTE HAI KUCH DIN PEHLE AYI POKEMON GO MARKET ME BABAL MACHA RHA HAI , YE EK BAHAT HI AKARSAK GAME HAI KYUN KI IS GAME ME JAB AAP CHALTE HAI TAB AAP KA PLAYER CHALTA HAI PAR KUCH LOG AISE V HAI JO IS GAME KO KHELNA TO CHAHTE HAI PAR BAHAR JANA NHI CHAHTE OR AAP KO IS GAME KO KELNE KE LIYE SCREEN ME DEKHNA BHI PADTA HAI , ISSE KOI ACCIDENT BHI HO SAKTA HAI.

IN BATO KO DHAYN ME RAKHTE HUE ME AAJ APKE LIYE EK TRICK LEKE AAYA HUN JISSE AP IS GAME KO BINA KAHI GAYE BHI KHEL SAKTE HAI . 

ISKE LIYE AAP KA MOBILE ROOTED HONA CHAHIYE OR XPOSED INSTALL HONA CHAHIYE. 

KYA KYA CHAHIYE 

* EK ROOT KIYA HUA ANDROID PHONE

*XPOSED FRAMEWORK AND INSTALLER

*POKEMON GO APP

* AND SABSE JARURI   POKEMON GO JOYSTICK MODULE (click on name to download)

KAISE USE KARE.

1. SABSE PEHLE TO AAP KA MOBILE ROOTED HONA CHAHIYE OR XPOSED INSTALL HONA CHAIYE , USKE BAD AAP POKEMON GO KO BHI INSTALL KAR LE.

2. AB AAP POKEMON GO JOYSTICK MUDULE KO INSTALL KAR LE .

3. AB XPOSED APP  KO KHOLE  OR  USME AAP KO POKEMON GO JOYSTICK  NAM SE EK MUDULE DIKHAI DEGA  US PAR CLICK KARE.

4. SCREEN SHOT ME DEKH KE SETTING  KARE OR REBOT KARE BAS HO GAYA AB AAP  GHAR ME BAITH KAR BHI POKEMON GO KHEL SAKTE HAI .

AGAR AAP KO KOI PROBLA HO TO COMMENT KARE ME ANSWAR JARUR DUNGA.